CBSE Exam July 2020 : Home center bhi rakh sakte hai schools

CBSE headquater
CBSE ne 10th aur 12th board exams ke liye  schools ko center nhi rakhne ka option diya.Agar koi school apne yaha center nhi banana  chahta to ve yeh option chun sakte hai.Lekin iski jankari board ko deni hogi.CBSE ne letter likh kar tamam schools se  yeh jankari maangi hai.

Bta de CBSE ki 1oth aur 12th ke board exams  1 se 15 july tak hone hai.lekin jin schools ke paas mul bhoot sancharna nahi hai.Un schools ko sancharna nhi banaya jaega.Schools agar center nhi rakhna chahte to iski jankari 15 june tak board ko de deni hai.Iske baad 16 june ko exam centers nirdharit kar diye jaenge . Students ko exams centers ki jankari 18 june tak de di jaegi.

Newly Lauched on Amazon


Students ko schools bataenge centers:
Exam Centers ki jankari students ko schools se hi milegi.Schools ki jimmedari rahegi vo samay par students ko centers ki janakari de.Jin schools mein home center nhi rahega vaha unke schools se hi Exam center ki jankari di jaegi.

Post a Comment

0 Comments