your data is in danger?? |
Ek gmail user ki china mein gmail account hack karne ki kosis ki gyi jo ki nakaam rahi uska proof neeche hai.
kisi ne Ho chi minh city se suspicious signing karne ke kosis ki . Aur isse pehle bhi kai logo ne police complents karvai hai ki kisi ne unke bank account se ruppee chori kar liye aur nikal liye
Isse apne aap ko bachane ke liye jaldi se jaldi sare chinese apps ko uninstall karde aur ho sake to chinese phones ka use na kare kya pta agla case aapke saath ho aur apke pass bhi bank khali hone ka message pahuche .
china ki sabhi companies ko data chori karke chinese govt ko dena hota hai .ye china ka rule hai jisse sari chinese companies bandhi hui hai.China har pal ap par jasoosi karta hai to apko savdhaan rehne ke sakt jarrurat hai.
0 Comments