|
China mein Pigs se mahamari |
China: Chini scientisto ne flu ke virus ka bo strone khoja hai jo Mahamari la sakta hai.Sodhkartao ka kehna hai ki haal hi mein flu virus ka ek strone Suaro (pigs) mein paya gya hai.
Jo Corona virus se jyda khatarnak hai aur insano ko bhi sankarimit kar sakta hai.Ye virus bhi corona ki tarah apna roop badal kar ek insaan se dusre inssan mein felta hai.
|
virus jo suaro se fela hai. |
Yeh fela to Rokna muskil hoga
Aakhri baar corona se pehle mahamari 2009 mein aayi thi aur us samay isse swine flue kaha gya tha.Mexico se suru hua flue utna ghatak nhi tha.jitna ki anumaan lagaya gya tha.iss baar corona ke karan 1 crore log se jayda sankarimit hai.
Issi sthiti mein yeh suaro se felne vala virus duniya mein fela to isse rokna namumkin hoga
|
pigs par hoti hai testing china mein |
Insaano mein pahuchkar apni sankhya badhane ki paryapt shamta hai
China mein jo iss virus ka strone dekha gaya hai vo 2009 ke swine flu se kayi guna ghatak hai.Aur mahamari felane vale swine flu se milta julta hai lekin ye corona aur swine flu se kayi jada guna ghatak hai.sodhakarta kin-cho-chain ke mutabik naya strane insaan ki saas nali mein pahuch kar apni koshikao ki sankhya ko badha sakta hai.iske under esa karne ki paryapt shamta hai.
0 Comments