Financial sankat se joogh rahe pakistan haal hi mein kai khabar aayi hai.Lekin Pak PM ko shayad apni desh ki halat najar nhi aarahi.
News: Financial sankat se joogh rahe pakistan haal hi mein kai khabar aayi hai.Lekin Pak PM ko shayad apni desh ki halat najar nhi aarahi.Balki vo to dusre ko Arthik help dene ki baat kar rahe hai.PM Imran Khan ne ek report ka hawala dete hue kaha friday to tweet kiya ki bharat par covid-19 ke ki vajah se khasa arthik asar aaya hai.Is report mein daba kiya gya ki 84% families ki monthly income mein kami aayi hai.
Pak PM ne report mein yeh bhi kha ki 34% families lockdown ke chalte income mein aayi kami ke karan atirikt sahayta ke bina ek hafte se jyada jivit nhi reh paenge.
watch : Imran khan's tweet kam joke to offer Bharat for Help
Imran ne jis report ka hawala diya voh CMIE ke data par aadharit thi.Jisse PM modi dwara economy ko kickstart karne ke liye 20 lac crore aatm nirbhar bharata ki ghosna karne se ek din pehle 12 may ko display kiya gaya tha.
Pakistan mein covid-19 ke mamle badhkar 1,19,536 ho chuke hai aur desh bhar mein is virus se marne vale ki sakhya 2,356 ho chuki hai.
Itna hi nahi khan ne lockdown pratibandho ko aasan banane ke liye medical expert aur opposite party ke minister's ki aalochana ka samana bhi karna pad raha hai.Khan ne kaha pakistan ki bimari economy ko dhah jaegi aur desh mein 20.2 crore logo mein gareebo ko jyada paresaani hogi.
related: kya 15 june 2020 se fir lockdown suru hoga aur iss baar curfew lagne ki sanka hai
khaane ko nhi hai daane pakistan chala lutaane | image from internet |

0 Comments