Union Ministry for Human Resource and Development (HRD) ke kuch naye plans hai Aur unhone is dubhida ka uttar diya hai ki schools aur colleges kab open hoge pure bharat mein.
image from Internet |
Desh bhar mein corona virus ke chalte college aur schools ko band kar diya gaya tha.Educational aur economical activities ke rukne ke sath, Desh samanya sthiti ki aur laut raha hai.8 june ke baad se pramukh activities ko hari jhandi de di hai.Haal hi mein HRD colleges ko construction zone ke bahar karne ki yojna bna raha hai.HRD minister ne ghosna ki 15 aug tak desh ke sabhi colleges ke assignment ,marking , evaluation , ka dhayan rakha jaega.Ministry ne result ghosit hone ke turrant baad colleges ko sucharu roop se suru karne ki yojna banai hai.
Ramesh Pokhriyal on colleges reopening
HRD minister ne press ko bataya ki sabhi colleges ko charan badh tarike se suru kiya jaega.Jin areas mein corona virus hai unme kade disha nirdesh ke sath colleges ko open kiya jaega.Green zone aur Orange Zone mein colleges pehle suru hoge.Red zone ke liye jhosnay karna abhi baaki hai.colleges ke social distancing, hygine, senitizing, ka palan hoga..yadi awasyak hai, students ko two batches mein colleges conduct karne ke aadesh diye ..
'Colleges reopening' news and other details
HRD ministry ke niyambadh tarike se colleges ko august mein colleges ko open karne ke bayan ke baad, bahut sare colleges ne online admission ke procedure start kar diye hai.The test and entrence online hi kiye jaenge.college admission procedure ko online karega,jisse travelling se bach sake is mahamari ke doran bharat mein.
0 Comments