Indira Gandhi National Open University apne First aur Second year students ke Exams ko December mein karvaegi .Ye notice IGNOU ne apni Official website par upload kiya hai. Jisse Students Naraj hai.Aur Students ne isse "Injustice" aur UGC aur Govt ke khilaaf bataya.
Exams ko December mein karvane se Sabhi students ke 6 mahine barbaad ho sakte hai.IGNOU lagatar Govt ke rules ki Violation kar raha hai.
Twitter pe awaj utha rahe hai students : click to join .... Apni aawaj uthay
Students ne April mein jaari UGC Guidllines ko btate hue kha ki sabhi universities ko order diya gaya tha ki students ko pichle semester ke base par promote kar diya jaae aur filhal ki COVID-19 ki situation samanya nhi hai.
Wednesday ko IGNOU ne notice jaari kiya tha jisme unhone Final year ke exams ko September mein karvane aur First aur second year ke exams ko December mein lene ki baat kahi hai.
Ek twitter user ne UGC aur HRD minister ko kaha ki IGNOU UGC guidlines ko maane se mana kar raha hai. aur Ham Students ki awaj ko dabaya jaa raha hai.
Exams ko December mein karvane se Sabhi students ke 6 mahine barbaad ho sakte hai.IGNOU lagatar Govt ke rules ki Violation kar raha hai.
Twitter pe awaj utha rahe hai students : click to join .... Apni aawaj uthay
— Anshul Pratap (@AnshulP98368895) July 25, 2020
IGNOU UGC ko kuch nhi samajta |
Wednesday ko IGNOU ne notice jaari kiya tha jisme unhone Final year ke exams ko September mein karvane aur First aur second year ke exams ko December mein lene ki baat kahi hai.
Ek twitter user ne UGC aur HRD minister ko kaha ki IGNOU UGC guidlines ko maane se mana kar raha hai. aur Ham Students ki awaj ko dabaya jaa raha hai.
The UGC has revisited its earlier guidelines related to university examinations.— Dr. Ramesh Pokhriyal Nishank (@DrRPNishank) July 6, 2020
In view of the safety, career progression and placements of the students and their larger interests, after consulting @HMOIndia and @MoHFW_INDIA, it has been decided that pic.twitter.com/evKTYPwnIa
0 Comments