PUBG Mobile ne ban hone ke dar se Privacy Policies ko change kiya Bharat ke liye.

PUBG ban hone se Dar gya
Pubg Mobile ne apne users ke liye  privacy policies ko change kar diya India mein.Pubg users ki privacy policies ko acche se samjane aur kaise users ke personal data ko processed kiya jata hai isme aur adhik transparency dikhaega.



Pubg mobile ne sabhi Bhartiya Google accounts ke liye kuch naye updates nikale hai.Aur yeh sunikshit karne ke liye checkbox show kiya gya tha ki User Bhartiya hai ya nahi.


Abhi haal hi mein pubg mobile game 275 apps ki list mein samil hua tha jihe Bharat sarkar ne jach mein rakha tha.Ye changes isi liye kiye gaye hai jisse users jaan sake ki kaise unka data collect kiya jata hai aur utilize kiya jata hai. Tecent ke dwara.

Par fir bhi Government ne Pubg ko 275 apps ki list ne bahar nhi kiya hai . Pubg ki scanning jari hai.Agar kuch esa paya jaata hai jo Bhartiya Policies ke khilaaf hua to Pubg ko ban kar diya jaega .

Post a Comment

0 Comments