5 August ko Ram Mandir ke Bhumi Pujan ki khusi mein Maha Diwali Banayi jaaegi .

                                                                  ||  Jai Shree Ram ||
               
Ram mandir Bhoomi pujan ke liye ayodhya mein ullas hai. Pura desh 5 August ko apne apne gharo mein diye jala kar aur apas mein subhkamnaye de kar ullas ke sath manaenge.

world record diye jalane mein
Bhumi pujan ki tayario ka jaeja lene ke liye CM yogi pahuche the.Har kisi ko 5 August ka Intjaar hai Jab Prime Minister Narendra Modi Ayodhya Bhumi pujan ke liye jaaenge aur Mandir ka kary suru hoga.Ayodhya Bhumi pujan mein Gori-Ganesh ki puja ka 2 din hai. ye anusthan 3 din tak chalta hai kal aakhri din hoga jab bhumi pujan kiya jaaega.Aaj se Mehmano ka aagman suru ho jaega. Bhumi pujan ki lagbhag  sari taiyaria puri ho chuki hai.Aur ab sanhi ko 5 August ka besabari se intajaar hai.sutro ke mutabik PM Modi Hanuman Gadi ke bhi darsan karenge.

date of bhumi pujan

Ayodhya Ram Mandir Bhumi Pujan Duniya ka sabse historical Din hoga:
Ram mandir nirman ko lekar sara jagat bahut hi khus hai. Ram mandir ki sobha (Beauty) duniya mein sir ek hi hogi. Duniya Bhar mein diye jala kar World Record bhi banaya ja sakta hai. Sabhi Ram Bhakto se anurodh kiya gaya hai ki apni sradha ke anusar Apne apne gharo mein Diye awasya jalaye.

Gori - Ganesh ki Puja ke baad Sita Mata ki Kuldevi choti devkali aur Ram ji ki kul devi Badi dev  kali ki hui thi puja-archana.
Bataya ja raha hai puri ayodhya aur faizabaad mein 3000 se bhi jyada loud speakar lagae jaenge.

sabse khas baat to rahi ki 2000 jagah se pahuchi Ram lala ke ka mandir banane ke liye mitti.

diyo ka world record 


Post a Comment

0 Comments