Govt. Ne bharosa dilaya tha ki UPI payment,money transfer hamesa free rahegi par ye katai sach nhi hai.
Private Banks jaise ki ICICI,AXIS,HDFC etc or bhi kayi anya banks ₹5 tak UPI Payments , money transfer par charge karti hai.
IIT Bombay ne ek report publish ki hai jisme Unhone claim kiya hai ki private banks UPI transactions par charge kar rahi hai.
20 transaction har mahine free Diye jaate hai aur unse jyada par bank charge karti hai.
Report ke anusaar UPI transaction are free but transfer free nhi hai.
UPI par kitne charges lagte ab ?
Agar ek baar 20 transaction pure hogye uske baad Banks charge fees karti hai.
ICICI BANK:
Rs 2.5 per UPI transaction upto Rs 1000
Rs 5 per UPI transaction above Rs 1000
HDFC Bank
Rs 2.75 per UPI transaction upto Rs 1000
Rs 4.75 per UPI transaction above Rs 1000
Axis Bank
Rs 2.5 per UPI transaction upto Rs 1000
Rs 5 per UPI transaction above Rs 1000
Kotak Bank
Rs 2.5 per UPI transaction upto Rs 1000
Rs 5 per UPI transaction above Rs 1000
0 Comments