Kishan patra mein Itna mil raha hai return
Kishan vikas patra (kvp) post office mein chal rahi ek choti scheme h.filhal is yojna mein 6.9% ke hisab se return mil raha hai.Sath hi isme invest ke baad maturity period 124 days ka , ek salahkar ne kaha ki post office KvP mein vyaj dar,Khaate ke damay uplabdh Yearly byaj dar Nivesh abdhi ke dauran tay ki jaati hai.Jaise ki kisi ne January se march ki timahi mein kvp khata khola hai.To usse apni nivesh abdhi tak 7.6% ka Interest milega. Aprail se june ki timahi mein nayi dare lagu ho gyi hai.Jinme ab naye khaate khole jaa rahe hai
Kon kar sakta hai nivesh?
KVP mein invest karne ke liye age kam se kam 18 years honi chahie.Inme single account ke alawa joint account ki bhi subidha hai.Vahi yojana mein nabalik bhi samil ho sakte hai.Scheme mein hindu abhibajit aur NRI hissa nhi le sakte , halaki trust ke liye scheme lagu hoti hai.
Cerificate ke roop mein hota hai invest
KVP mein 1000 rupee, 5000 rupee, 10000 rupee aur 50000 tak ke certificate kharide ja sakte hai.
Important documents:
Adhar card
Pan card
Voter id card
Driving licence
Passport
Kvp avedan
Address proof
Birth certificate
0 Comments