52 Chinese Apps ko Band karegi governmnet, Surkasha Agency se bataya inse h khatra.

LAC par jari tanav ke beech Bhartiya Suraksha Agency Government ko china ke 52 Apps ko lekar aagah kiya.Agency ne Kaha ki China se jude 52 mobile application (apps) ko block kar diya jaae.

RAW

Chinese Apps jinhe kavi use nhi karna ye sab data chori kar china bhej rahe hai.
Chinese Apps ko band kar rahi hai government
LAC par jari tanav ke beech Bhartiya Suraksha Agency Government ko china ke 52 Apps ko lekar aagah kiya.Agency ne Kaha ki China se jude 52 mobile application (apps) ko block kar diya jaae ya logo ko inhe use na karne ki salah di jaae.

Khufia Agency ne kaha in Apps ka istemaal karna safe nhi hai.Ye Apps bade pemane par data chori kar bharat se bahar bhej rahe hai.Suraksha Agency ne government ko lo list bheji hai.usme video conferencing app ZOOM ,TIKTOK, UC-browser, shareit, aur clean master jaise app samil hai.
Chinese Apps ki list neeche hai

GET Rewards 

Isi saal zoom app ko lekar home ministry ne advisory jari ki hai.Ministry ne ye advisory CERT-IN ke prastav par jari ki thi.Bharat pehla desh nhi hai jisne zoom app pe rok lagai hai.

isse pehle taivan ne bhi zoom aap pe rok lagai hai.Germany aur America bhi ispe rok laga chuke hai.Zoom app ne ministry ki rok par kaha voh users ki security ko lekar gambhir hai.

Bhartiya suraksha Agency ne jo Apps ke name diye hai vo :
360 Security, 
APUS Browser,
 Baidu Map,
 Baidu Translate,
 BeautyPlus, 
Bigo Live, 
CacheClear 
DU apps studio,
 Clash of Kings,
 Clean Master – Cheetah, 
ClubFactory,
 CM Browser, 
DU Battery Saver, 
DU Browser, 
DU Cleaner, 
DU Privacy,
 DU recorder, 
ES File Explorer,
 Helo,
 Kwai,
 LIKE,
 Mail Master, 
Mi Community,
 Mi Store, 
Mi Video call-Xiaomi,
 NewsDog,
 Parallel Space, 
Perfect Corp, 
Photo Wonder, 
QQ International,
QQ Launcher, 
QQ Mail,
 QQ Music,
 QQ NewsFeed, 
QQ Player,
 QQ Security Centre,
 ROMWE,
 SelfieCity,
 SHAREit
, SHEIN, 
TikTok,
 UC Browser,
 UC News
Vault-Hide,
 Vigo Video,
 Virus Cleaner (Hi Security Lab), 
VivaVideo- QU Video Inc, 
WeChat, 
Weibo, 
WeSync,
 Wonder Camera,
 Xender and 
YouCam Makeup

Post a Comment

0 Comments