Bharat-China Latest Update: China ko Economic,Diplomatic, aur Strategic par gherne ki P.M Modi ki puri tayaari.

India started the War against China 
News: Galwan ghati mein hinsak jhadap ke baad Bharat china ko  Economic,Diplomatic, aur Strategic area mein gherne ki chaaro aur se raneeti banayi jaa rahi hai.Sutro ke mutabik sarkar is baare mein sanivaar tak ehem ghosna kar sakti hai.Economic stage par iski suruaat kar di gayi hai.jankari ke mutabik sarkaar ke ranneetikaar yeh vichar kar rahe hai ki china ko kis morche par kaise adhik se adhik nuksaan pahuchaya jaae.

Sarkari sutro ne sanket diya hai ki bharat filhaal bad vibad aur tanav kam karne ke liye sighra sthar par aadhikarik varta se parhej bartega.Bharat ki kosis hai ki varta suru karne se pehle LAC par purv sithi bahal ho.China No-mess zone aur un hisso se dur hate jo abhi vibaad ke dayre mein aata hai.

Sutro ka kehna hai ki china ki aur se baat cheet ke prastav hai.Magar Bharat  ne ispe apni aneeksha jatai hai.wednesday ko hui dono countries ke videsh ministers ki baat cheet ke bich Bharat ne sakth rukh apnaya tha.

Bharat ka do tuk apni seema ke under activities kare China

Halat ke mutabik Bharat Har Karywahi karne ko tayiyaar hai:


#BOYCOTT CHINA

Videsh ne kha ki Bharat LAC par santi aur sthirata ka himayti hai.Ham baat cheet ke jariye baat suljhane ke pakshdhar hai.Dono desh 6 june ko bani sehmati ko aage badhane mein sehmat hai.halaki PM MODI ne kaha Bharat ki samprabhuta aur Kshtriya akhandta sunikshit karne ko lekar pratibadh hai.Iske liye ham halat ke mutabik har kadam uthane ko sajya hai.
_________________________________________________________________________________

Advance Technology Gadget for you
Advance Technology with Bluetooth 5.0 and fingertouch


Click here to look Advance Gadget for you and stay stylish (Not made in china)

Post a Comment

0 Comments