Alwar Jila : Collecter Inderjeet Singh ne Tuesday ko core group ki bethak mein kaha ki jile mein 5000 PPE kit uplabdh hai.Unhone CMHO ko pratidin adhiktam samples leke ke nirdesh diye.
Alwar jila ke collector inderjeet singh ne tuesday ko core group ki bethak mein kaha ki jila mein 5000 PPE kit uplabdh hai.Unhone CHMO ko rojana adhiktam samples lene ke nirdesh diye.
Jila collector ne CHMO aur PMO ko jile mein uplabdh medical instruments mein behtar ilaj muhaiya karne ke liye staff ki prabhabi monitering karne,Covid-19 ke ilaj ke baad ICMR ki guidelines ke tehat hi unhe discharge kar 14 din ke liye Home quarantine karne ke nirdesh diye.
Officers ko Bhiwadi Bhej Report mangi
Jila collecter ne rajasva apeel Adhikari evam CMHO ko nirdesh diye ki turrant Bhiwadi jakar corona sankarman ki rok tham ke liye ki ja rahi vibasthao evam aavasyaktao ki report prastut kare.Alwar aur bhiwadi city mein random sampling ko badhane jila mein sanchalit Hair saloono mein kaam karne vale logo ki bhi sampaling karane ke nirdesh diye. Unhone Tuesday ko mile 11 corona +ve logo mein se behrod ke 2 logo ka ilaj CHC behrod aur bache jo Asymtomatic +ve hai unhe Home Quarantine kar ilaj karne ke aadhesh diye.
Bahar se aane vale chalako ki sampaling karvaye.
Bethak mein unhone CHMO ko nirdesh diye ki bahri rajyo se maal vahak vahan (vehicle) lekar jila aane vale drivers ki sampaling karvaye.Bhivinya madhyamo se bahri rajyo se jile mein aane vale viyaktio ko Home quarantine karaye tatha unki Random Sampaling karaye .Unhone ne jila rashad adhikari ko NON NFSA survey ki samay seema badhane ke baad survey report gunvakta purvak tyar karne ke nirdesh diye.
Rail Yatayaat ki prabhavi Monitoring kare.
Jila collector ke atirikt Jila collecter second ko jile mein rail yatayaat ki prabhabi monitoring karne ke nirdesh diye .jile ke ese railway station jaha yatri traino ka thehrav h us area ke upkhand adhikari (officer) BCAMO va station adhishak mein apsi samanvay sthapit karakar train mein aane vale yatrio ki screening karane ke nirdesh diye. In yatrio mein form sankhya-4 mein samastya suchna bharkar jankari ekatrit karaye. Chikitsa bhivaag bahri rajyo se aane vale yatrio ko 14 din ke liye Home quarantine thata unki random sampaling bhi karaye.
Bhiwadi news

0 Comments