Mallya ke pratyarpan (extradition) par Britian High Commission ne guruwar ko kaha abhi is disha mein ek aur kaanooni mudda suljhana baaki hai,Halaki isse gopniya batate hue is mudde ki jankari nhi di gayi hai.
London: Bharat ke sarab(alcohol) karobari vijay mallya ke Extradition ko lekar bharat puri kosis kar raha hai.Filhal isme thodi aur deri hoti hui dikhai de rahi hai.Mallya ke Extradition par Britain ke High Commission ne kaha :"abhi is disha mein ek aur Kanooni mudda suljhana baki hai.Halaki isse gopniyata batate hue iski jankari nahi di gyi hai." Commission ki aur se kaha gya : "vijay mallya ke extradition mein abhi ek aur kanooni karyvahi baaki hai.Jo gopniya hai."
British High Commission ne bataya ko bataya vijay mallya ko tabtak Extradition nhi kiya ja sakta.jab tak ki yeh mamla sulaj nhi jaay.Unki aur se jor diya gaya ki yeh mudda gopniya hai.Commission ke ek pravkta(speaker) ne friday ko bataya ki "vijay mallya ne extradition ke khilaf pichle hafte apni apni apeal khoo di vahi" .British unhe supreme court bhi nhi jane diya Halaki ki iske baad bhi ek kanooni mudda hai.Jise extradition ki prakriya se pehle suljhana jarruri hai .
Speaker ne kaha : 'UK ke hisaab se yeh mudda jab tak nhi sulaj jata. tab tak Extradition nhi ho sakta yeh mudda gopniya hai aur iski jankari nhi de sakte. Ham iska anuman bhi nhi de sakte yeh mudda kab tak sulaj sakta hai.Ham isse jaldi se jaldi suljhane ki kosis kar rahe hai.'
halaki Bharat ne abhi 2 hafte(week) pehle hi jankari di thi ki unhe New Delhi ki or se Britain ko kiya gya mallya ke extradition ke anurodh ke khilaaf sarab(alcohol) karobari sare kanooni bikalpo ka istemaal kar chuka hai.Bharat sarkar ne kaha tha ki New Delhi mallya ke pratyarpan ko lekar Britain ki sarkar ke sath lagatar sampark banay hue hai. 21 may ko videsh mantralay (foreign minister) anurag shrivastav ne kaha tha ki Bharat sarkar uski extradition ki next step ki prakriya ke liye Britain ke sath sampark (communicate) banay hue hai.
Bta de mallya 2016 se Britain mein hai. Scotland yard ne 18 april 2018 ko uske khilaf warrent jari kiya aur tabhi se vah jamanat par chal raha hai.Pichle mahine usne UK ki supreme court mein uske extradition par 2018 ke high court ke ek order ke khilaf apeal dalne ki anumati nhi mili.
Bharat ki Diwaliya ho chuki company Kingfisher's Airlines ke doobne ke baad samne aayi 9,000 crore karj ghotale ke mamle mein uske khilaaf kesh chalane ke liye usse Bharat lana chahta hai.
vijay mallya's extradition |

0 Comments